Ranj Ki Jab GuftaguuRanj ki jab guftaguRanj ki jab guftaguu honay lagiAap se tum tum se tu honay lagiChahye paighambar dono tarafLutf kia jab du-ba-du honay lagiMeri ruswayi ki naubat aagayiUnki shohrat qu-ba-qu honay lagiBe niazi badh gayi hai is qadarAarzoo ki aarzoo honay lagiAb to mil kar dekhiye kya rang hoPhir hamari justajuu honay lagi'daagh' itraaye hue phirtay hain aajShaayad unki aabruu honay lagi
Ranj Ki JabRanj ki jaRanj ki jab guftaguu honay lagiAap se tum tum se tu honay lagiChahye paighambar dono tarafLutf kya jab du-ba-du honay lagiMeri ruswayi ki naubat aagayiUnki shohrat qu-ba-qu honay lagiBe niazi badh gayi hai is qadarAarzoo ki aarzoo honay lagiAb to mil kar dekhiye kya rang hoPhir hamari justajuu honay lagi`daagh` itraaye huey phirtay hain aajShaayad unki aabruu honay lagi
Heer kahe Raanjhe seHeer kahe raanjhe seO sun mere raanjhnaaHeer kahe raanjhe seO sun mere raanjhnaaJhuthe bartanon ko tumRagad- ragad kar maanjhnaa
Hum Bhi Chahenge Tujhe Heer Ki TarhaHum bhi chahenge tujhe heer ki tarhaRab se maangenge tujhe kissi fakeer ki tarhaRang naa laayi aggar hamaari ye duayenTo phir hum reh jaayenge be-rang kisi tasveer ki tarha